Muharram Biographies

Discover the inspirational Auliya Allah Biographies and get their free PDFs.

Hazrat Bilal Ibn Rabah Biography | Download Free PDF

Hazrat Bilal Ibn Rabah Biography Alqaab : Sayyed-ul-Muazzeen, Muazzin-e-Awwal. Aap ki wiladat : Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ki wilaadat 580 A.D. me Makka me hui. Aap ke waalid ka naam Rabah aur waalida ka naam Hamamah hai. Aap ke waalidain Habasha (Abyssinia, Ethiopia / Africa) ke the. Ek baar Huzoor Rasool-Allāh ﷺ Makka ki […]

Hazrat Bilal Ibn Rabah Biography | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Khwaja Haafiz Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Khwaja Haafiz Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة الله عليه Aap ki Wiladat:  Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة الله عليه ki wilaadat Basal (Punjab, Maujooda Pakistan) me hui. Aap Hasani saadaat hain.Aap ke pardaada Badakhshan (Afghanistan) se Hindustan tashreef laaye the. Bachpan me hi Aap ke waalid ka inteqaal hua. Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة

Biography of Hazrat Khwaja Haafiz Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Khwaja Durwesh Muhammad Bukhari رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Khwaja Durwesh Muhammad Bukhari رحمة الله عليه Aap ki Wiladat: Khwaja Durwesh Muhammad Bukhari رحمة الله عليه ki wiladat 16 Shawwaal 846 Hijri (17/18 February 1443 A.D.) ko hui.Aap Hazrat Khwaja Muhammad Zaahid Vakhshi ke bhaanje hain. Aap apne Peer Khwaja Muhammad Zaahid Vakhshi Rahmatullāhi Alaihi ke har hukm ki taamil karte. Ek martaba

Biography of Hazrat Khwaja Durwesh Muhammad Bukhari رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Khwaja Sayyed Haafiz Bahadur Ali Shah رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Khwaja Sayyed Haafiz Bahadur Ali Shah رحمة الله عليه Laqab : Daada Miyan Sarkaar. Sayyed Haafiz Bahadur Ali Shah رحمة الله عليه Ambetha se Jabalpur tashreef laaye aur Moti Naala me qayaam farmakar ta’aleem wa faiz ata farmaate rahe.Moti Naala me Aap ne Masjid e Sulaimāni ta’ameer ki.Aap logo ko namaaz ki paabandi ki

Biography of Hazrat Khwaja Sayyed Haafiz Bahadur Ali Shah رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Makhdoom Shah Safi Abdus Samad رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Makhdoom Shaah Safi Abdus Samad رحمة الله عليه Laqab : Taajdaar e Safipur. Makhdoom Shah Safi Abdus Samad رحمة الله عليه Ka Khandaan: Makhdoom Shah Safi Abdus Samad رحمة الله عليه ke waalid ka naam Hazrat Maulana Ilm-ud-deen bin Maulana Zain-ul-islaam hai.Aap Hazrat Uṡmaan Ghani Radiy-Allāhu Ta’ala Anhu ki nasl se hain.Aap ke waalid

Biography of Hazrat Makhdoom Shah Safi Abdus Samad رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Imam Zain ul Abideen Ali al Awsat رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ | Download Free PDF

Biography of Imam Zain ul Abideen Ali al Awsat رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Alqaab: Sayyed-us-Saajideen, Zain-ul-Aabideen. Aap ki Wiladat: Imam Zain ul Abideen Ali al Awsat رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ki wilaadat 5 Sha’abaan 38 Hijri (6 January 659 A.D.) me Madeena munawwara me hui. Imam Zain ul Abideen Ali al Awsat رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ke waalid

Biography of Imam Zain ul Abideen Ali al Awsat رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ | Download Free PDF Read More »

Biography of  Hazrat Rabee bin Sabeeh urfe Sawai Peer رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Rabee bin Sabeeh urfe Sawai Peer رحمة الله عليه Laqab : Ustaad-ul-Ulama. Aap ki Wiladat: Hazrat Rabee bin Sabeeh urfe Sawai Peer رحمة الله عليه ki wilaadat Basra (Iraq) me hui. Aap ke waalid Banu Sa’ad bin Banaat bin Tazeem qabeele ke aazaad karda ghulaam the. Aap Tabe taabi’een hain. Aap ki Talimaat: Hazrat

Biography of  Hazrat Rabee bin Sabeeh urfe Sawai Peer رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of  Hazrat Muhammad Mufti Ashfaq Ahmed Razawi رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Muhammad Mufti Ashfaq Ahmed Razawi رحمة الله عليه Laqab : Ustaad-ul-Ulama. Aap ki Wiladat: Mufti Ashfaq Ahmed Razawi رحمة الله عليه ki wilaadat 18 Safar 1367 Hijri (1 January 1948 A.D.) ko Chak Number 12-AH, Zila Khanewal (Punjab, Pakistan) me hui. Aap ke waalid ka naam Haaji Wali-ur-Rahmān bin Khuda Yaar Khan hai. Aap

Biography of  Hazrat Muhammad Mufti Ashfaq Ahmed Razawi رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of  Hazrat Allama Mufti Muhammad Mustafa Raza Khan رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Allama Mufti Muhammad Mustafa Raza Khan رحمة الله عليه Alqaab: Mufti e aazam e Hind, Taajdaar e Ahle Sunnat, Shams-ul-Aarifeen, Maahtaab e Rushd o Hidaayat. Aap ki wiladat: Mufti Muhammad Mustafa Raza Khan رحمة الله عليه ki wilaadat 22 Zil Hijjah 1310 Hijri (18 July 1892 A.D.) ko Bareilly me hui. Aap ke waalid

Biography of  Hazrat Allama Mufti Muhammad Mustafa Raza Khan رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of  Hazrat Sayyed Shaah Hamza Barkaati رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Sayyed Shaah Hamza Barkaati رحمة الله عليه Alqaab: Asad-ul-Aarifeen, Qutb-ul-Kaamileen. Aap ki wilaadat : Sayyed Shaah Hamza Barkaati رحمة الله عليه ki wilaadat 14 Rabi-uṡ-ṡaani 1131 Hijri (March 1719 A.D.) ko Marehra me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Sayyed Shaah Abul Barkaat Aale Muhammad bin Sayyed Shaah Barkaatullāh Marehrawi Rahmatullāhi Alaihi aur

Biography of  Hazrat Sayyed Shaah Hamza Barkaati رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »