Islamic Images

Biography of Hazrat Makhdoom Sayyed Auhad ud deen Ashraf Jahangir Simnani رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Makhdoom Ashraf Jahangir Simnani رحمة الله عليه Alqaab : Jahaangeer, Mehboob-e-Yazdaani, Ghauṡ-ul-aalam. Aap ki Waalidain: Sayyed Makhdoom Ashraf Jahangir Simnani رحمة الله عليه ke waalid ka naam Sultaan Sayyed Ibrāheem Noor Bakhshi bin Sayyed Imaad-ud-deen aur waalida ka naam Bibi Khadeeja Begum binte Khwaja Ahmad Yasawi hai. Aap Husaini Saadaat hain. Sayyed Makhdoom Ashraf […]

Biography of Hazrat Makhdoom Sayyed Auhad ud deen Ashraf Jahangir Simnani رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

100+ Ala Hazrat Naat Lyrics in Urdu and English | Hadaiq e Bakhshish Lyrics

Ala Hazrat Naat Lyrics A Aah Yaa Ghausaah Yaa Ghaisaah Yaa Lyrics Urdu/English Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Lyrics Urdu/English Aariz e Shams o Qamar Sey Bhi Hain Anwar Aeriyan Lyrics Urdu/English Ahmad e Noori Darein Zulmaat e Ranj O Tishnagi Lyrics Urdu/English Aye Janeman Janane Man Lyrics Urdu/English Aye Shafi e Umam Shah

100+ Ala Hazrat Naat Lyrics in Urdu and English | Hadaiq e Bakhshish Lyrics Read More »

Sayyed Baba Tajuddin Biography رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Sayyed Baba Tajuddin Biography رحمة الله عليه Alqaab : Taaj-ul-Auliya, Shahenshah e Hafta e Aqleem. Aap ki Wiladat : Aap ki wilaaadat 15 Rajab 1277 Hijri (27 January 1861 A.D.) ko Jumeraat ko Nagpur ke qareeb Kamthi me hui. Sayyed Baba Tajuddin رحمة الله عليه Ke waalid ka naam Sayyed Maulana Badr-ud-deen bin Sayyed

Sayyed Baba Tajuddin Biography رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat  Allama Mufti Sibtain Raza Khan رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Allama Mufti Sibtain Raza Khan Rahmatullāhi Alaihi Laqab: Ameen-e-Shariat. Aap ki Wiladat : Aap ki wilaadat 22 Jamaadi-ul-Awwal 1346 Hijri (11 November 1927 A.D.) ko Bareilly me hui. Mufti Sibtain Raza Khan رحمة الله عليه ke waalid ka naam Hazrat Allama Mufti Hasanain Raza Khan bin Maulana Hasan Raza Khan Bareilwi رحمة الله عليه

Biography of Hazrat  Allama Mufti Sibtain Raza Khan رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Sayyed Saahib Hussaini Qadri رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Sayyed Saahib Hussaini Qadri رحمة الله عليه Aap ki Wiladat : Aap ki wilaadat 1219 Hijri (1805 A.D.) me Tekmal me hui. Sayyed Saahib Hussaini Qadri رحمة الله عليه ke waalid ka naam Hazrat Sayyed Abdur Razzaaq bin Sayyed Abdul Waahid Ṡaani Qaadri al-Jilani رحمة الله عليه hai.Aap Hasani Saadaat hain. Aur Hazrat Ghauṡ-ul-aazaam

Biography of Hazrat Sayyed Saahib Hussaini Qadri رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Haafiz Sayyed Muhammad Ibrahim Shah Qadri Raajshaahi رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Haafiz Sayyed Muhammad Ibrāheem Shaah Qaadri Raajshaahi Rahmatullāhi Alaihi Alqaab : Makhdoom-ul-Auliya, Sarkaar-e-Sarawa. Aap ki Wiladat : Aap ki wilaadat Ramazaan 1285 Hijri (December 1868 A.D.) Baroz Jum’aa hui. Sayyed Muhammad Ibrahim Shah Qadri رحمة الله عليه ke waalid ka naam Hazrat Sayyed Niyaaz Ali Shaah hai.Aap Hasani saadaat hain.Aap Hazrat Ghauṡ-ul-aazam Shaikh Sayyed

Biography of Hazrat Haafiz Sayyed Muhammad Ibrahim Shah Qadri Raajshaahi رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Hazrat Bilal Ibn Rabah Biography | Download Free PDF

Hazrat Bilal Ibn Rabah Biography Alqaab : Sayyed-ul-Muazzeen, Muazzin-e-Awwal. Aap ki wiladat : Hazrat Bilal رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ki wilaadat 580 A.D. me Makka me hui. Aap ke waalid ka naam Rabah aur waalida ka naam Hamamah hai. Aap ke waalidain Habasha (Abyssinia, Ethiopia / Africa) ke the. Ek baar Huzoor Rasool-Allāh ﷺ Makka ki

Hazrat Bilal Ibn Rabah Biography | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Khwaja Haafiz Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Khwaja Haafiz Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة الله عليه Aap ki Wiladat:  Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة الله عليه ki wilaadat Basal (Punjab, Maujooda Pakistan) me hui. Aap Hasani saadaat hain.Aap ke pardaada Badakhshan (Afghanistan) se Hindustan tashreef laaye the. Bachpan me hi Aap ke waalid ka inteqaal hua. Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة

Biography of Hazrat Khwaja Haafiz Sayyed Mohsin Ali Shah رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Khwaja Durwesh Muhammad Bukhari رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Khwaja Durwesh Muhammad Bukhari رحمة الله عليه Aap ki Wiladat: Khwaja Durwesh Muhammad Bukhari رحمة الله عليه ki wiladat 16 Shawwaal 846 Hijri (17/18 February 1443 A.D.) ko hui.Aap Hazrat Khwaja Muhammad Zaahid Vakhshi ke bhaanje hain. Aap apne Peer Khwaja Muhammad Zaahid Vakhshi Rahmatullāhi Alaihi ke har hukm ki taamil karte. Ek martaba

Biography of Hazrat Khwaja Durwesh Muhammad Bukhari رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Khwaja Sayyed Haafiz Bahadur Ali Shah رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Khwaja Sayyed Haafiz Bahadur Ali Shah رحمة الله عليه Laqab : Daada Miyan Sarkaar. Sayyed Haafiz Bahadur Ali Shah رحمة الله عليه Ambetha se Jabalpur tashreef laaye aur Moti Naala me qayaam farmakar ta’aleem wa faiz ata farmaate rahe.Moti Naala me Aap ne Masjid e Sulaimāni ta’ameer ki.Aap logo ko namaaz ki paabandi ki

Biography of Hazrat Khwaja Sayyed Haafiz Bahadur Ali Shah رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »