Islamic Images

Biography of Hazrat Makhdoom Sayyed Sikandar Jahaniya Tirmizi رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Makhdoom Sayyed Sikandar Jahaniya Tirmizi رحمة الله عليه Sikandar Jahaniya Tirmizi ki Wiladat: Aap ki wilaadat 750 Hijri (1349 A.D.) me Tirmiz (Iran) me hui.Aap ke waalid ka naam Sayed Mas’ood Husaini hai.Khalifa Maamoon Rasheed ke zamaane me Aap ke pardaada Arab se Tirmiz aaye. Sikandar Jahaniya Tirmizi ki Talimaat: Aap ne ibtidaai ta’aleem […]

Biography of Hazrat Makhdoom Sayyed Sikandar Jahaniya Tirmizi رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed Chishti رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Khwaja Ghulam Fareed Chishti رحمة الله عليه Alqaab: Malik-ush-Shuara, Fard-e-Fareed, Qaadir-ul-Kalaam. Ghulam Fareed Chishti ki Wiladat: Aap ki wilaadat 26 Zil Hijja 1261 Hijri (25 November 1845 A.D.) me Peer ke roz Chacharan me hui.Aap ke waalid ka naam Hazrat Khwaja Khuda Bakhsh bin Khwaja Ahmad Ali hai.Aap Hazrat Umar Faarooq radiy-Allāhu ta’ala anhu

Biography of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed Chishti رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Allama Maulana Mushtaq Ahmed Nizami Allahabadi رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Allama Maulana Mushtaq Ahmed Nizami Allahabadi رحمة الله عليه Alqaab: Khateeb e Mashriq, Munaazir e Ahle Sunnat, Paasbaan e Millat. Mushtaq Ahmed Nizami ki Wiladat: Mushtaq Ahmed Nizami ki wilaadat 9 Rabi-ul-awwal 1348 Hijri (15 August 1929 A.D.) ko Phulpur, Allahabad me hui. Mushtaq Ahmed Nizami ke waalid ka naam Haaji Muharram Ali hai.

Biography of Hazrat Allama Maulana Mushtaq Ahmed Nizami Allahabadi رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Imam Malik Ibn Anas رحمة الله عليه | Download Free PDF

Biography of Imam Malik Ibn Anas رحمة الله عليه Alqaab: Imaam e Daar-ul-Hijrah (Imaam of The Emigration Land), Shaikh-ul-Islaam. Malik Ibn Anas ki Wiladat: Malik Ibn Anas ki wilaadat 93 Hijri (711 A.D.) me Madeena Munawwara me hui.Malik Ibn Anas ke waalid Anas ibn Maalik ibn Abi Aamir رحمة الله عليه aur waalida ka naam

Biography of Imam Malik Ibn Anas رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Shah Mahmood Sufi Sarmast رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Shaah Mahmood Sufi Sarmast رحمة الله عليه Laqab: Asad-ul-Aulia. Mahmood Sufi Sarmast  7wi sadi Hijri me Sammarrah (Iraq) se Hind me tashreef laaye. Mahmood Sufi Sarmast ki Mureedi aur Khilafat: Mahmood Sufi Sarmast  Hazrat Baaba Fareed-ud-deen Mas’ood Ganje Shakar رحمة الله عليه ke mureed hue. Hazrat Baaba Fareed رحمة الله عليه ke farmaan par

Biography of Hazrat Shah Mahmood Sufi Sarmast رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Alhamd Fatiha Hai Quran e Kareem Ka Lyrics Urdu/English

Aaya Hai Ye Tera Deewana Lyrics By Huzoor Mufti e Azam e Hind https://youtu.be/oDWU3_LGpu4?si=c8ovam7jhXjf2hAT Alhamd Fatiha Hai Quran e Kareem Ka Full Audio Alhamd Fatiha Hai Quran e Kareem KaLaa Raib har waraq hai Alif Laam Meem Ka Jab se liya hai naam Khuda e Raheem KaKhatra nahin raha mujhe duzd Rajeem Ka Kaise karoun

Alhamd Fatiha Hai Quran e Kareem Ka Lyrics Urdu/English Read More »

Aaya Hai Ye Tera Deewana Lyrics Urdu/English

Aaya Hai Ye Tera Deewana Lyrics By Huzoor Mufti e Azam e Hind https://youtu.be/M1GlXm_aJmk?si=wzBe7IJ2fg1PbTdD Aaya Hai Ye Tera Deewana Full Audio By Sayyed Kaifi Ali Razvi Aaya hai ye tera deewana Shai’an Lillah Shai’an Lillah Kehta hai ye har dam mastaana Shai’an Lillah Shai’an Lillah Khaalee hai meri jholi bhar do Ay Ghaus mujhe boli

Aaya Hai Ye Tera Deewana Lyrics Urdu/English Read More »

Biography of Hazrat Mohkam-ud-din Abdullah Sairani رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Mohkam-ud-din Abdullah Sairani رحمة الله عليه Alqaab: Qutb-e-Dhoraji, Shehanshaah-e-Saurashtra, Mehboob-e-Rasool, Shams-ul-Aarifeen. Qutub e Dhoraji ki Wiladat: Qutub e Dhoraji ki wiladat 1137 Hijri (1716 A.D.) me hui. Qutub e Dhoraji ki Talimaat: Qutub e Dhoraji ne Lahore me sirf 16 saal ki umr me apni ta’aleem puri kar li thi aur Hazrat Allama Taftaazani

Biography of Hazrat Mohkam-ud-din Abdullah Sairani رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »

Hazrat Sultan Nasiruddin Ahmad Shah Biography | Download Free PDF

Hazrat Sultan Nasiruddin Ahmad Shah Biography رحمة الله عليه Aap ki Wiladat: Aap ki wilaadat 19 Zil Hijja 793 Hijri (18 November 1391 A.D.) ko hui.Aap ke waalid ka naam Sultaan Ja’afar Khan urfe Muzaffar Shaah bin Wajeeh-ul-Mulk hai.Aap ke daada Tanka Rajput the aur musalman hue the. Aap ke waalid Delhi Saltanat me Gujarat

Hazrat Sultan Nasiruddin Ahmad Shah Biography | Download Free PDF Read More »

Biography of Hazrat Imaam Abu Abdullāh, Muhammad Hakim Nishapuri رحمة الله عليه | Download Free PDF

Hazrat Imaam Abu Abdullāh, Muhammad Hakim Nishapuri رحمة الله عليه Alqaab: Imaam-ul-Mohaddiṡeen, Mohaddeeṡ-e-Nishapur. Hakim Nishapuri ki Wiladat: Aap ki wilaadat 3 Rabi-ul-Awwal 321 Hijri (3 March 933 1580 A.D.) ko Nishapur (Iran) me hui.Aap ke waalid ka naam Abdullāh bin Muhammad hai. Aap ne apne waalid aur chacha se ta’aleem haasil ki.Phir Aap ne Iraq,

Biography of Hazrat Imaam Abu Abdullāh, Muhammad Hakim Nishapuri رحمة الله عليه | Download Free PDF Read More »