Muharram Biographies

Discover the inspirational Auliya Allah Biographies and get their free PDFs.

Biography of Shaikh Maroof Karkhi | Download Free PDF

Hazrat Shaikh Maroof Karkhi Laqab: Sultaan e Salaateen e Mashaa’ikh. Aap ki Wiladat: Hazrat Maroof Karkhi رحمة الله عليه ki wiladat 132 Hijri (750 A.D.) me Karkh, Baghdad (Iraq) me hui. Aap ke waalid ka naam Firoz hai. Aap ki Ibtadai Zindagi: Hazrat Maroof Karkhi رحمة الله عليهke walidain Nasrani [Christian] the. Aap ne bachpan […]

Biography of Shaikh Maroof Karkhi | Download Free PDF Read More »

History of Hazrat Qaazi Abul Ma ali Shamsuddin Ahmad Jaafri Jaunpauri | Download Free PDF

Hazrat Allama Qaazi Abul Maali Shamsuddin Ahmad Jaafri Jaunpauri Rahmatullāhi Alaihi Laqab: Shams-ul-Ulama, Badr-ul-Fuzala, Umdtaul Muhaqqiqeen. Aap ki Wiladat: Hazrat Shamsuddin Ahmad Jaafri Jaunpauri ki wiladat 28 Zil Hijja 1322 Hijri (5 March 1905 A.D.) ko dopahar 2 baje hui. 4 saal 4 maah 4 din ki umr me Aap ki Bismillāh khwaani ki gai.

History of Hazrat Qaazi Abul Ma ali Shamsuddin Ahmad Jaafri Jaunpauri | Download Free PDF Read More »

Hazrat Shaikh Shadabuddin Umar Suharwardi Rahmatullāhi Alaihi | Biography with Free PDF

Hazrat Shaikh Shadabuddin Umar Suharwardi Rahmatullahi Alaihi Laqab: Shaikh-ul-Islaam, Shaikh-ul-Shuyukh. Aap ki Wiladat: Shaikh Shadabuddin Umar Suharwardi ki wilaadat Sha’abaan 539 Hijri (1145 A.D.) me Suharward (Iran) me hui.  Aap ke waalid ka naam Mohammad bin Abdullāh al-Bakari hai. Aap Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala nahu ki nasl se hain. Aap Hazrat Shaikh Abul

Hazrat Shaikh Shadabuddin Umar Suharwardi Rahmatullāhi Alaihi | Biography with Free PDF Read More »

History of Shaikh Sharf ud Deen Abul Hasan Ali al Hankari | Download Free PDF

Hazrat Shaikh Sharf-ud-deen Abul Hasan Ali al-Hankari Rahmatullāhi Alaihi Laqab: Shaikh-ul-Islaam. Aap ki Wiladat: Huzoor Shaikh Sharf ud Deen Abul Hasan Ali al Hankari ki wiladat 409 Hijri (1018 A.D.) me Hankar, Mosul (Iraq) me hui. Aap ke walid: Aap ke waalid ka naam Ahmad bin Yousuf al-Quraishi hai. Aap Abu Sufyaan Mugheera bin Haariṡ

History of Shaikh Sharf ud Deen Abul Hasan Ali al Hankari | Download Free PDF Read More »

History of Huzoor Nazmi Miya | Marehra Sharif​ (Download Free PDF)

Hazrat Sayyed Aale Rasool Hasnain miyan urfe Nazmi miyan Barkaati rahmatullāhi alaihi Laqab: Sayyed-e-Millat. Aap ki Wiladat: Nazmi Miya ki wiladat 6 Ramadan 1365 Hijri (14 August 1946 A.D.) ko Kasganj (Uttar Pradesh) me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Sayyed-ul-Ulama Sayyed Shah Aale Mustafa bin Sayyed Aale Ibaa Basheer Haidar Barkaati Rahmatullahi Alaihi

History of Huzoor Nazmi Miya | Marehra Sharif​ (Download Free PDF) Read More »